Wednesday, May 28, 2014

Mera jhgda

Kismat se ladte jhagdte
yha aa hi gaye
Ragda jhagda karte karte
Shayd zindgi jina sikh liye
Tumse usse kha bakheda
Sara bakheda to kismat ka /
Mathe par pada pasina ,
ya paani ho aankho ka ,yehi sb to uphar mila hai upar vale ka
Kyun dosh diye jaa rahe ki ,
humse hai ki unse hai
Ye to khel hai us nirale ka/
Pyar mohbbat aasan khan
Kha galtyon pr  muskra diya
Baithe hai Lekar maan samman ka bojha
,aur Chhati chhapan fit ka
Zindgi jina mushkil bana liya
Karke naak uncha swabhimaan ka
Had hai bhai apne gyan ka pitara
Aasaan ko mushkil bna diya

No comments:

Post a Comment